Jo Tum Mere Ho Lyrics: Full Song, Artist Info & Details

 

Attribute Details
Song Title Jo Tum Mere Ho
Singer Anuv Jain
Lyricist Anuv Jain
Composer Anuv Jain
Music Producer Angad Bahra
Release Date 2 August 2024
Album Jo Tum Mere Ho (Single)
Genre Indie Pop / Romantic

jo tum mere ho lyrics

Jo Tum Mere Ho Lyrics In Hindi

हैरान हूँ
कि कुछ भी न मांगूं कभी मैं
जो तुम मेरे हो
ऐसा हो क्यों?

कि लगता है हासिल सभी है
जो तुम मेरे हो
जो तुम मेरे हो

तो मैं कुछ नहीं मांगूं दुनिया से
और तुम हो ही नहीं
तो मैं जीना नहीं चाहूं दुनिया में

और नज़रों में मेरे
एक जहान है जहाँ तुम और मैं अब साथ हैं
और वहाँ कोई नहीं
तुम और मैं हैं

हाय…
और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी क्या ये राहें
यूँ जुड़ी हैं

और राहों में ही
जो तुम आए कभी
हम तो प्यार से ही मर जाएंगे

और आओगे ऐसे आओगे
तेरी मेरी अब ये राहें यूँ जुड़ी हैं
और राहों में ही
जो तुम आए नहीं
हम तो फिर भी तुम्हें ही चाहेंगे

जो तुम मेरे हो
तो मैं कुछ नहीं मांगूं दुनिया से

पूछे ये तुम
कि तुम्हें मैं क्या देखता हूँ?
जब चारों तरफ आज कितने ही सारे नज़ारे हैं

जाने ना तुम
खुद को यूँ ना जानो क्यों?
नज़रों से मेरी यहाँ
देखो ना खुद को ज़रा

देखो ना देखो ना
ज़ुल्फों से कैसे ज़ुल्फों से
तेरी छुपती प्यारी प्यारी सी मुस्कान है

See also  Ei Raat Tomar Amar Lyrics: Iconic Bengali Song by Hemant Kumar

और नज़रे झुकी और नज़रे उठी
तो मैं क्या ही करूँ?
बर्बाद मैं

तेरे होठों को
जिनसे रखती मेरे प्यारे प्यारे नाम है

और दिल का तेरे
अब मैं क्या ही कहूँ?
क्या बात है

और हाँ देखो यहाँ
कैसे आई दो दिलों की ये बारात है

पर क्या खुला आसमान
या फिर लाई यहाँ ज़ोरों से बरसात है?

चाहे हों चाहे भी बादल तो
चाहे फिर भी तुम्हें क्या पता तुमको?

मांगूं ना कुछ और जो
तुम मेरे हो…
आ आ आ आ…

Jo Tum Mere Ho Lyrics in English 

Hairaan hoon
Ki kuch bhi na maangu kabhi main
Jo tum mere ho
Aisa ho kyun?

Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Jo tum mere ho

To main kuch nahi maangu duniya se
Aur tum ho hi nahi
To main jeena nahi chahoon duniya mein

Aur nazron mein mere
Ek jahaan hai jahan tum aur main ab saath hain
Aur wahan koi nahi
Tum aur main hain

Haye…
Aur aaoge aise aaoge
Teri meri kya yeh rahein
Yun judi hain

Aur raahon mein hi
Jo tum aaye kabhi
Hum to pyaar se hi mar jaayenge

Aur aaoge aise aaoge
Teri meri ab yeh rahein yun judi hain
Aur raahon mein hi
Jo tum aaye nahi
Hum to phir bhi tumhe hi chahenge

Jo tum mere ho
To main kuch nahi maangu duniya se

Poochhe yeh tum
Ki tumhe main kya dekhta hoon?
Jab chaaron taraf aaj kitne hi saare nazaare hain

Jaane na tum
Khud ko yun na jaane kyun?
Nazron se meri yahan
Dekho na khud ko zara

See also  Sei Je Holud Pakhi Lyrics - Cactus

Dekho na dekho na
Zulfon se kaise zulfon se
Teri chhup ti pyaari pyaari si muskaan hai

Aur nazrein jhuki aur nazrein uthi
To main kya hi karun?
Barbaad main

Tere hothon ko
Jinse rakhti mere pyaare pyaare naam hai

Aur dil ka tere
Ab main kya hi kahun?
Kya baat hai

Aur haan dekho yahan
Kaise aayi do dilon ki yeh baraat hai

Par kya khula aasmaan
Ya phir laayi yahan zoron se barsaat hai?

Chahe ho, chahe bhi baadal to
Chahe phir bhi tumhe kya pata tumko?

Maangu na kuch aur jo
Tum mere ho…
Aa aa aa aa…